Posts

Showing posts with the label Aaj bhi Kayi sare aese maa-baap hain jo ye sochte hain ki ladkiyon ko padana nhi chahiye

Aaj bhi kayi sare aese bhi maa baap hain jo ye sochte hain ki ladkiyon ko padana nhi chahiye | social issues | kuch apna likho

Aaj bhi kayi sare aese maa baap hain jo ye sochte hain ki ladkiyon ko padana nhi chahiye ye parayi hoti hain aur shiksha ladkiyon keliye nhi bani unhen toh sirf  Chula-chonka hi toh sambhalna hota hai unhi maa baap se meri ye binti hai  agar wo sun rahe hain toh  dekhiye agar aapki ladki pad likh jayegi toh toh Esme aap dono ka hi benefit hai  ek ladki pure pariwar Ko  Shikshit kar Sakti hai  ab aap puchenge wo kaise ? toh wo bhi aapko mai bata raha hun  suniye ladki maa hoti hai toh wo apne bachhon Ko shikshit kregi  behen hoti hai toh apne bhai Ko  beti hoti hai toh apne baap ko patni hoti hai toh apne pati ka haath batayegi kbhi bhi kisi par bojh nhi  bnegi  toh sochna aapko hai  beti padayenge ya bhedbhaav krenge ?                                        By Sandeep Sharma