Mera maksad tujhe bhool jane ka hai | shayri
Mera maksad tujhe bhool jane ka hai apni duniya me waapis laut aane ka hai tu aati kyun hai yaad mujhe jab ke tujhe mujhko na kabhi apnaane ka hai मेरा मकसद तुझे भूल जाने का है अपनी दुनिया में वापिस लौट आने का है तू आती क्यूं है याद मुझे जबकि तुझे मुझको न कभी अपनाने का है by Sandeep Sharma