Kbhi wqt mila toh tumse milne jroor aayunga | hindi poetry | kuch apna likho
kbhi wqt mila toh tumse milne jroor aayunga ye wada kiya tha usse bichadne ke wqt maine aaj usi waade ko nibhane ka wqt aagya hai par ye kmbaqt corona ka sankat chhaya hai kanhi meri wajah se wo takleef mein na aajaye By Sandeep Sharma