Har wqt etrana chodiye jnaab | political issues | kuch apna likho
sarkari mulazimo ko meri nek salaah har wqt etrana chodiye jnaab kbhi toh apna kaam dhng se kijiye jnaab koi toh sleeka apnaiye jnaab har wqt rishwat ki hi mat khaiye jnaab By Sandeep Sharma