Deewarein kaafi kuredi hain | hindi poetry | kuch apna likho
Deewarein kaafi kuredi hain khud ko kitna nocha hai apne chehre ko kayi baar bigada hai nasein kitni Baar kti hain kalaiyon ki sirf etna jahir krne keliye ki unse Mohabbat hai dilo jaan se hume By Sandeep Sharma