Koi cheekhti awaz hai kanhi | poetry | kuch apna likho
koi cheekhti awaz hai kanhi kanhi shraab se sanni dharti hai kanhi siskiyan leti Jawani hai kanhi bhookh se tadapa bachpan hai kanhi bnd kamron mein kati poori zindagi hai ye kanhi or nhi red light area ki kahani hai By Sandeep Sharma