Na kar Sitam es kadar | poetry | kuch apna likho
Na dekh mujhe es trah sharam ayegi mujhe Na kar Sitam es kadar Jaan jayegi meri Tu peekar shraab haath uthaya na kar Bin baat mujhe Yun maara na kar Tera Roz mujhe maarna Kyun achha lgtaa hai tujhe ? Yun sabke saamne zaleel krna Kyun bhata hai tujhe ? Zra soch tu kya tha ? Kya ban gya hai ab Tujhe Devta smjhti thi Mai Shaitaan ban gya hai ab By Sandeep Sharma