Pyaar kya hota hai? | poetry | kuch apna likho
Deewane chalte hain raahon mein aankh lad jati hai kisi ki nigahon se fir mulakaton ka Silsila chal padta hai yaaro usi ke khwaab usi ki baatein usi ka naam yaad rehta hai By Sandeep Sharma