Posts

Showing posts with the label Punjab me aaj bhi land mafia kayam hai

Punjab me aaj bhi land mafia kayam hai | sach ka traju

Punjab me aaj bhi land mafia kayam hai. sarkarein aayi sarkarein gyi, par logo ki zameeno par zabardasti kabze  aaj bhi jaari hain. koi en jalimo ko rokne tokne wala hai nhi. sarkari numainde ,police wale sab.  ek hi thaali ke chatte batte hain. fariyaadi ki koi sunnewala hai nhi. Ji haan mai baat kar raha hoon  Punjab ke Ludhiana jile ke tibba road ke paas padne wale gulabi baagh elaake ki, wahan yahi sab ho raha hai or aaj bhi jaari hai . sarkaar badal gyi par kaam wahi, gair kanooni jaari hai aaj bhi.                                                           by Sandeep Sharma