Posts

Showing posts with the label Maa kya hoti hai ?

Maa kya hoti hai? | Poetry | kuch apna likho

Maa Mamta ka ehsaas hoti hai.jab bhi bachhe ko dekhti hai maa uske chehre pr muskurahat apne aap aa hi jati hai  Maa kanhi bhi ho uska Dhyan hmesha bachhe ki or hi hota hai.jb bhi bachhe bimaar padte hain Maa din raat jaagti hai or pararthana krti hai bhagwan se jb tk bchhe theek na ho jaye  Maa swayam bhagwan ka hi ek avatar hoti hai. wo log bhagyashali hote hain jinke paas unki Maa hoti hai                                                   By Sandeep Sharma