Ek Makaan ko ghar bnati ek aurat hai | hindi poetry | kuch apna likho

  Ek makaan ko

      ek flat ko

kiraye ke ek kamre ko 

 ghar bnati ek aurat hai 

 ghar-grahsti ko sambhalti 

     ek aurat hai 

  ghar ko waaris deti 

  ghar ke aangan ko

khushiyon se bhr deti 

    ek aurat hai

hum-sabko paida krne wali

   maa bhi toh ek aurat hai


इक मकान को

इक फ्लैट को

किराए के एक कमरे को

घर बनाती इक औरत है

गृह- गृहस्थी को संभालती इक औरत है

घर को वारिस देती इक औरत है

घर के आंगन को खुशियों से भर देती इक औरत है

हम सबको पैदा करने वाली  मां भी इक औरत है 

                                            By Sandeep Sharma

Comments

Popular posts from this blog

Tumhare marne par sab siyasat krenge | shayri

Aao Milkar ke ped lagayein | hindi poetry

Chingaari se aag lagi humne dekhi hai | shayri