Koi cheekhti awaz hai kanhi | poetry | kuch apna likho
koi cheekhti awaz hai kanhi
kanhi shraab se sanni dharti hai
kanhi siskiyan leti Jawani hai
kanhi bhookh se tadapa bachpan hai
kanhi bnd kamron mein kati
poori zindagi hai
ye kanhi or nhi
red light area ki kahani hai
By Sandeep Sharma
Comments