आज भी वही हाल है जो कल था
aaj bhi wahi kal hai jo kal tha
aaj bhi wahi din hai jo kal tha
aaj bhi wahi ghinoni raat hai jo kal thi
kuch badla nhi
maana ki aaj corona hai par
aaj bhi khabrein kal waali hi hain
pehle bhi betiyan asurakshit thi
aaj bhi asurakshit hain
kal bhi police department nakara tha
aaj bhi nakara hi hai
आज भी वही कल है जो कल था
आज भी वही दिन है जो कल था
आज भी वही घिनोनी रात है जो कल थी
कुछ बदला नहीं
माना कि आज कोरोना है पर
आज भी खबरें कल वाली ही हैं
पहले भी बेटियां असुरक्षित थी
आज भी असुरक्षित हैं
कल भी पुलिस डिपार्टमेंट नाकारा था
आज भी नाकारा ही है
Written by
Sandeep Sharma
Comments