Pyaar kya hota hai? | poetry | kuch apna likho
Deewane chalte hain
raahon mein
aankh lad jati hai
kisi ki nigahon se
fir mulakaton ka
Silsila chal padta hai yaaro
usi ke khwaab
usi ki baatein
usi ka naam
yaad rehta hai
By Sandeep Sharma
Deewane chalte hain
raahon mein
aankh lad jati hai
kisi ki nigahon se
fir mulakaton ka
Silsila chal padta hai yaaro
usi ke khwaab
usi ki baatein
usi ka naam
yaad rehta hai
By Sandeep Sharma
Comments