Zindagi ka Safar hai kaanton bhra | poetry | kuch apna Likho
zindagi ka Safar hai kaanton bhra
yahan kab kon mitzaye kya pata
chal Rahi hai zindagi marne ke Baad bhi
dafna rahe hain Apne Yun mujhe
Ro rahe hain apne Jane Kyun ?
bhlaa mai toh khush Hun
mar kar yahan
dukhi toh tab tha
jab Zinda tha mai
By Sandeep Sharma
Comments