Asli ustaad ki aaj bhi kami khalti hai | political issues | kuch apna likho
ustaadon ki kami nhi yahan
par asli ustaad ki kami
aaj bhi khalti hai
pehle zamana aur tha
aaj zamana kuch aur hai
kal tak milti thi shiksha
aaj milte bas bhashan hain
By Sandeep Sharma
Comments