Berozgari ki samasya ka taaluk shiksha ki niti se hai | political issues | kuch apna likho
berozgari ki samasya ka taaluk shiksha ki niti se hai
jab shiksha achhi hogi toh naukri bhi jroor milegi
humare yahan milne wali shiksha bohot purani hai
yahan update ke naam par syllabus mein se kuch chapter kaat diye jate hain koi sudhar nhi kiya jata
By Sandeep Sharma
Comments