Deewarein kaafi kuredi hain | hindi poetry | kuch apna likho
Deewarein kaafi kuredi hain
khud ko kitna nocha hai
apne chehre ko kayi baar
bigada hai
nasein kitni Baar kti hain
kalaiyon ki
sirf etna jahir krne keliye
ki unse Mohabbat hai
dilo jaan se hume
By Sandeep Sharma
Comments