Kisi ka bachpan chhin jata hai | political issues | kuch apna likho
Kisi ka bachpan chhin jata hai
kisi ki kitaabein chheen li jati hain
kisi ko bediyon mein jakad ke
rakha jata hai
kisi ko ghar mein hi kaidi
bna diya jata hai
ye sab aaj ke yug mein
kisi traasdi se kam nhi
By Sandeep Sharma
Comments