Kabhi tadapta hoon toh kabhi pukarta hoon use
kabhi tadapta hoon
toh kabhi pukarta hoon use man me
kabhi yaad karte karte use
kho jata hoon khyalon me
fir uthta hoon toh sukoon milta hai mujhe
कभी तड़पता हूं
तो कभी पुकारता हूं उसे मन में
कभी याद करते करते उसे
खो जाता हूं ख्यालों में
फिर उठता हूं तो सुकून मिलता है मुझे
Sandeep Sharma
officeidofsandeep@gmail.com
Comments