Ye jo raajneeti hai | shayri
ये जो राजनीति है
मौसमी फिजाएं हैं
कभी एक सी नहीं रहती
इनके विचार और परंपराएं भी
मौसम के हिसाब से ही तो बदलती हैं
Ye jo rajneeti hai
mausami fizayein hain
kabhi ek si nhi rehti
enke vichaar or pramprayein bhi
Mausam ke hisaab se hi toh badalti hain
written by
Sandeep Sharma
officeidofsandeep@gmail.com
Comments