Har koi humein giraana chahta hai | shayri
Har koi humein giraana chahta hai
jis bi mukaam par hum hon
us mukaam se giraana chahta hai
chehre par kitne makhaute hain logon ke
es baat ka humein tab maloom na tha
har shaqs ko hum apna humdard samajhte rahe
har kisi ne humse kabhi wafa na kari
हर कोई हमें गिराना चाहता है
जिस भी मुकाम पर हम हों
उस मुकाम से गिराना चाहता है
चेहरे पर कितने मुखौटे हैं लोगों के
इस बात का हमें तब मालूम न था
हर शख्स को हम अपना हमदर्द समझते रहे
हर किसी ने हमसे कभी वफ़ा न करी
By Sandeep Sharma
Comments