Mera maksad tujhe bhool jane ka hai | shayri
Mera maksad tujhe bhool jane ka hai
apni duniya me waapis laut aane ka hai
tu aati kyun hai yaad mujhe jab ke tujhe mujhko na kabhi apnaane ka hai
मेरा मकसद तुझे भूल जाने का है
अपनी दुनिया में वापिस लौट आने का है
तू आती क्यूं है याद मुझे जबकि तुझे मुझको
न कभी अपनाने का है
by Sandeep Sharma
Comments