Punjab me aaj bhi land mafia kayam hai | sach ka traju

Punjab me aaj bhi land mafia kayam hai.

sarkarein aayi sarkarein gyi,

par logo ki zameeno par zabardasti kabze 

aaj bhi jaari hain.

koi en jalimo ko rokne tokne wala hai nhi.

sarkari numainde ,police wale sab. 

ek hi thaali ke chatte batte hain.

fariyaadi ki koi sunnewala hai nhi.

Ji haan mai baat kar raha hoon 

Punjab ke Ludhiana jile ke tibba road ke paas padne wale gulabi baagh elaake ki,

wahan yahi sab ho raha hai or aaj bhi jaari hai .

sarkaar badal gyi par kaam wahi,

gair kanooni jaari hai aaj bhi.  

                  

                                     by Sandeep Sharma


Comments

Popular posts from this blog

Tumhare marne par sab siyasat krenge | shayri

Aao Milkar ke ped lagayein | hindi poetry

Chingaari se aag lagi humne dekhi hai | shayri