Qatal ka raasta | shayri
Ye qatal ke raaste chalkar
Kaun sa etihaas banane chale ho
Yun apno ko khoon bahaa kar
Koun sa khitaab paane chale ho
ये कत्ल के रास्ते चलकर
कौन सा इतिहास बनाने चले हो
यूं अपनों का खून बहा कर
कौन सा खिताब पाने चले हो
By Sandeep Sharma
Comments