Apna aasman bachayein | shayri
"Tere aasman par bhi ek hi chaand hai
shayad ye Aasman mera hai"
zra tasveer bhej mai bhi dekhun
kaise ye Aasman tera hai?
Jung zamino ki thi
aasmano ki nahi
kripya apne aasman ko bachane keliye
apne ghar se paryaas shuru karein
"तेरे आसमान पर भी इक ही चांद है
शायद ये आसमान मेरा है"
ज़रा तस्वीर भेज मैं भी देखूं
कैसे ये आसमान तेरा है?
जंग जमीनों की थी
आसमानों की नहीं।
कृपया अपने आसमान को बचाने के लिए
अपने घर से प्रयास शुरू करें।
By Sandeep Sharma
Comments