Koi mayus si hai | shayri

koi mayus si hai 

koi uske gam ko chedo nahi 

ho sake toh koi bachha ban jao 

usko bhi toh hasa kar ke dikhao 


कोई मायूस सी है 

कोई उसके ग़म को छेड़ो नहीं

हो सके तो कोई बच्चा बन जाओ

उसको भी तो हंसा कर के दिखाओ


                                By Sandeep Sharma


Comments

Popular posts from this blog

Tumhare marne par sab siyasat krenge | shayri

Aao Milkar ke ped lagayein | hindi poetry

Chingaari se aag lagi humne dekhi hai | shayri