Tere laakh chahne walon mein mera bhi ek naam hai shaamil | shayri
Tere laakh chahne walon mein
Mera bhi ek naam hai shaamil
hum bhi man hi man tujhe chahne ki
bhool jo kar chuke hain
tera bhi koi kasoor nhi esme
hum khud ki nazron se ye swaal krne lge hain
तेरे लाख चाहने वालों में मेरा भी इक नाम है शामिल
हम भी मन ही मन तुझे चाहने की भूल जो कर चुके हैं
तेरा भी कोई कसूर नहीं इसमें
हम खुद की नजरों से यह सवाल करने लगे हैं
By Sandeep Sharma
Comments